Indian Film History

Awaaz Koi Lyrics

From Darling (2007)

Duration
5:21
Aawaaz koi kehati hai ha Koi nazar phir aaye na kyun Jaane kahaan se aahat hai Aayine mein koi hai Aawaaz koi kehati hai ha Koi nazar phir aaye na kyun Jaane kahaan se aahat hai Aayine mein koi hai Surat adhoori hai Abb kuchh hi doori hai Raat phir darr ki maari Jaane hai kisaki baari Sehami huyi saansein Kaapati darr se saari Koi paas jaise mere aane laga hai Dikhata nahi koi yeh chhu raha hai Yeh raat gehari hai, Ab kuchh hi doori hai Aawaaz koi kehati hai ha Koi nazar phir aaye na kyun Jaane kahaan se aahat hai Aayine mein koi hai Aawaaz koi kehati hai ha Koi nazar phir aaye na kyun Jaane kahaan se aahat hai Aayine mein koi hai Surat adhoori hai, Abb kuchh hi doori hai Dekhe hamko jaise Andekhi koi aankhein Har pal lagta hai ki Chhupke koi jhaanke Koi haath jaise Halke se chhu raha hai Zinda nahi koi phie Kyun dikh raha hai Yeh pal aakhari hai Abb kuchh hi doori hai Aawaaz koi kehati hai ha Koi nazar phir aaye na kyun Jaane kahaan se aahat hai Aayine mein koi hai Aawaaz koi kehati hai ha Koi nazar phir aaye na kyun Jaane kahaan se aahat hai Aayine mein koi hai.

More songs from Darling

Awaaz Koi Lyrics - Darling (2007) | Indian Film History