Indian Film History

Teri Haseen Nigah Ka, Ahsan Mand Hu Lyrics

From Devi (1970)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:42
Teri haseen nigaah ka ahshan mand hoon Teri haseen nigaah ka ahshan mand hoon Main khushnaseeb hoon Ke main tujhko pasand hoon Teri haseen nigaah ke ahshan mand hoon Teri haseen nigaah ka ahshan mand hoon Teri haseen nigaah ka Din ho khushi ke, ke gam ka zamana Din ho khushi ke, ke gam ka zamana Kisi hal mein bhi tu ye na bhulana Mai tera gam gusar, tera darde mand hoon Teri haseen nigaah ke ahshan mand hoon Teri haseen nigaah ke Iljam mujh pe laga de tu kya hai Iljam mujh pe laga de tu kya hai Ye duniya nazar se gira de to kya hai Teri haseen nigaah me to mai buland hoon Teri haseen nigaah ka ahshan mand hoon Teri haseen nigaah ka Aao kare dil deewane ki bate Aao kare dil deewane ki bate Sune kisliye hum zamane ki bate Tu mujhko hai pasand Main tujhko pasand hoon Teri haseen nigaah ka ahshan mand hoon Teri haseen nigaah ka ahshan mand hoon Teri haseen nigaah ka.

More songs from Devi

Teri Haseen Nigah Ka, Ahsan Mand Hu Lyrics - Devi (1970) | Indian Film History