Indian Film History

Nazar Mila Le O Dilruba Lyrics

From Dhoon (1953)

Lyricist
P L Santoshi
Duration
3:04
Nazar milale o dilruba Nazar milale o dilruba Na kar bahane o dilruba Na kar bahane o dilruba Chalak raha chalak raha Khumar aankho se Nazar milale o dilruba Na kar bahane o dilruba Chal rahi hai chal rahi hai Thandi ye hawa Chal rahi hai chal rahi hai Thandi ye hawa Cha rahi hai cha rahi hai Kali ye ghata Cha rahi hai cha rahi hai Kali ye ghata Haye jawani hai ek bala Haye jawani hai ek bala Kisi se ulfat na ho khuda Kisi se ulfat na ho khuda Tadap raha tadap raha Ye dil o dilruba Nazar milale o dilruba Na kar bahane o dilruba Dekh le dekh le sham aa gayi Dekh le dekh le sham aa gayi Bewafa bewafa tu kaha gayi Bewafa bewafa tu kaha gayi Hame diwana bana diya Hame diwana bana diya Machal raha machal raha Ye dil o dilruba Nazar milale o dilruba Na kar bahane o dilruba Chalak raha chalak raha Khumar aankho se Nazar milale o dilruba.

More songs from Dhoon

Nazar Mila Le O Dilruba Lyrics - Dhoon (1953) | Indian Film History