Indian Film History

Lamha Ye Jayega Kahan Lyrics

From Dil Dosti Etc (2007)

Singers
K Mohan
Music
Agnee
Duration
4:25
Khushanuma, aawara sa, besabab, bechara sa lamha tha Jindagee ke aasman me tuta sa woh tara tha, tanha tha Keh rahe hai jarre dekho, rasto se gujra tha yaha Dhundate hai usako lekin gayab hai pairo ke nishan Lamha yeh jayega kaha, lamha yeh jayega kaha Lamha kaha yeh kho gaya, ik pal me tanha ho gaya Aaye jo mausam naye, manjar badal jayenge Shakho se patte gire, girake kidhar jayenge Keh rahe hai jarre dekho, rasto se gujra tha yaha Dhundate hai usako lekin gayab hai pairo ke nishan Lamha yeh jayega kaha, lamha yeh jayega kaha Lamha kaha yeh kho gaya, ik pal me tanha ho gaya Lamha yeh jayega kaha, lamha yeh jayega kaha Lamha kaha yeh kho gaya, ik pal me tanha ho gaya Shabnam kaa katra hai yeh, shole bujha jayega Kar jayega aankhe nam yado me bas jayega Barisho kee bunde barase, badalo ke dil halke huye Jane pehchane chehro ke aks bhee kyun dhundle huye Lamha yeh jayega kaha, lamha yeh jayega kaha Tanha yeh jayega kaha, tanha yeh jayega kaha Lamha yeh jayega kaha, lamha yeh jayega kaha Tanha yeh jayega kaha, tanha yeh jayega kaha Lamha yeh jayega kaha, lamha yeh jayega kaha Tanha yeh jayega kaha, tanha yeh jayega kaha

More songs from Dil Dosti Etc

Lamha Ye Jayega Kahan Lyrics - Dil Dosti Etc (2007) | Indian Film History