Indian Film History

Sambhalo Dil Ko Lyrics

From Dil Dosti Etc (2007)

Duration
4:51
Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo Kabhi hai yahaan, kabhi hai wahaan, Koi na jaane jaayega kahaan Kabhi hai yahaan, kabhi hai wahaan, Koi na jaane jaayega kahaan Tum kahin na kahin pe chhupa lo dil ko Kahin na kahin pe chhupa lo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Nashe se hai para aaj ka yeh sama Aur hone lage apane armaan jawaan Honewaala hai jo use ho jaane do Jo khoya hai nahin use kho jaane do Par khone se bas tum bacha lo dil ko Par khone se bas tum bacha lo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Jo hum tum saath hai, toh kyun hai yeh faasale Aur nazdik se aao hum bhi mile Hoto pe pyaas hai, pyaas hai pyaar ki Bujhegi abb toh yeh baahon mein yaar ke Pyaar karlo magar tum bachaalo dil ko Pyaar karlo magar tum bachaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Kabhi hai yahaan, kabhi hai wahaan Koi na jaane jaayega kahaan Kabhi hai yahaan, kabhi hai wahaan koi na jaane jaayega kahaan Tum kahin na kahin pe chhupa lo dil ko Kahin na kahin pe chhupa lo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko Sambhaalo, sambhaalo, sambhaalo dil ko

More songs from Dil Dosti Etc