Indian Film History

Sare Shahar Me Lyrics

From Dil Ne Phir Yaad Kiya (2001)

Duration
4:19
Sare sahar me charcha aam ho gaya Sare sahar me charcha aam ho gaya Ek ladka ladki ka kaise gulam ho gaya Mai kya batau kaise batau Mai kya batau kaise batau Sare sahare me charcha aam ho gaya Ek ladka ek ladki ka kaise gulam ho gaya Mai ye batau sabko batau Mai ye batau sabko batau Runjhum runjhun karti payal Pahli najar me kar gayi ghayal Kajrari aankho me kajal Dekha to dil ho gaya pagal Dhire dhire kissa tamam ho gaya Are dhire dhire kissa tamam ho gaya Ek ladka ek ladki ka gulam ho gaya Mai kya batau kaise batau Mai ye batau sabko batau Yu hi gujarna meri gali se Yu hi gujarna har aahat pe Tera darna sirf meri tarife karna Mere liye hi aahe bharna Tera dil tha mere nam ho gaya Tera dil tha mere nam ho gaya Ek ladka ek ladki ka kaise gulam ho gaya Mai ye batau sabko batau Mai ye batau sabko batau Sare sahar me charcha aam ho gaya Ek ladka ladki ka kaise gulam ho gaya Mai kya batau kaise batau Mai ye batau sabko batau Mai ye batau sabko batau.

More songs from Dil Ne Phir Yaad Kiya