Indian Film History

Ye Mausam Lyrics

From Dil Ne Phir Yaad Kiya (2001)

Duration
3:36
Ye mausam Ye mausam kah raha hai chal sath chal Ye jawa jawa sama ye fizaye Aye dil jara sambhal Ye jawa jawa sama ye fizaye Aye dil jara sambhal Ye mausam Ye mausam kah raha hai chal sath chal Ye jawa jawa shama ye fizaye Aye dil zara sambhal Ye jawa jawa shama ye fizaye Aye dil zara sambhal Ye mausam ye mausam Bhawro ne kaliyo ka ghunghat uthaye Bhawro ne kaliyo ka ghunghat uthaye Gulshan mahakne laga Khusbu ne aisa fasana sunaya Khusbu ne aisa fasana sunaya Mai bhi bahakne laga Wadi dulhan jaisi saji Chupke kahi sahnayi baji Ye naya naya nasha cha raha hai Aye dil jara sambhal Ye naya naya nasha cha raha hai Aye dil jara sambhal Ye mausam ye mausam Pagli bani ye diwani hawaye Pagli bani ye diwani hawaye Lahro ne ki ched khani Kahta hai mujhse thahar ja tu pal bhar Kahta hai mujhse thahar ja tu pal bhar Thahra hai jharno ka pani Kitne hasi hai ye silsile Wo aasman se dharti mile Mara chain kyu bhala ja raha hai Aye dil zara sambhal Mara chain kyu bhala ja raha hai Aye dil zara sambhal Ye mausam Ye mausam kah raha hai chal sath chal Ye jawa jawa sama ye fizaye Aye dil jara sambhal Ye jawa jawa sama ye fizaye Aye dil jara sambhal.

More songs from Dil Ne Phir Yaad Kiya

Ye Mausam Lyrics - Dil Ne Phir Yaad Kiya (2001) | Indian Film History