Kya Jaanu Sajan Lyrics | Dil Vil Pyar Vyar

                        
                        aa aa

kya janu sajan, hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye, jab liya tera nam
kya janu sajan, hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye, jab liya tera nam

kya janu sajan

jab se milee najar mathe peh ban gaye
bindiya nayan tere dekho sajna
jab se milee najar mathe peh ban gaye
bindiya nayan tere dekho sajna
dhar lee jo pyar se meree kalaiya
piya teree ungliya ho gayee kangna
kya janu sajan, hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye, jab liya tera nam
kya janu sajan

kanto me mai khadee naino ke dwar peh
nis din bahar ke dekhu sapne
kanto me mai khadee naino ke dwar peh
nis din bahar ke dekhu sapne
chehre kee dhul kya chanda kee chandnee
utaree toh reh gayee mukh peh apnee

kya janu sajan hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye jab liya tera nam
kya janu sajan hotee hai kya gham kee sham
jal uthe sau diye jab liya tera nam
kya janu sajan, hm hm hm hm