Indian Film History

Dekhna Kaise Dara Diya Lyrics

From Dildaar (1977)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:33
Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Achha arey baba bahadur Hai kya kehne aapke O meri ma mar gayi main To jo tune gira diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Chhod chhad ke gaon ko Mar mitne ki mauj mein Arey chhod chhad ke gavo ko Mar mitne ki mauj mein Kar dekhe kuchh naujawa Bharti hoke fauj mein Maine bhi apna naam Unme likha diya Arey re re re ye kya kiya Mera kya hoga kaise jiungi Main to mar jaungi ha ha Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Darke raat ko sapne mein ha Darke raat ko sapne mein Maine shor machaya tha Ma ne puchha kya huya Kya huya arey kaun Yaha par aaya tha Main to nahi aaya tha Par galti se maine Tera naam bata diya Arey re re re ye kya kiya Ab kya hoga kaise Hoga kya karege Arey kaise milenge ha ha Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya.

More songs from Dildaar

Dekhna Kaise Dara Diya Lyrics - Dildaar (1977) | Indian Film History