Indian Film History

Gaon Mein Hote Hanste Rote Lyrics

From Dildaar (1977)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:57
Gaon mein hote hanste rote Ma khush hoti phul phiroti Sehara bandhta baza bazta Mela lagta ghar aangan mein Man ki bate rah gayi man mein Teri meri shadi sidhi shadhi Pandit na shehnayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Teri meri shadi sidhi shadhi Pandit na shehnayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Teri meri shadi sidhi shadhi Pandit na shehnayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Do naino ki palki Mere pyare dulha ki O mere raja dulha ki Do naino ki palki Mere pyare dulha ki O mere man ki ye doli Meri sundar dulhan ki Bin barati ghoda hathi, Bin barati ghoda hathi Ye barat sajayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Teri meri shadi sidhi shadhi Pandit na shehnayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Main anpadh tu likhi padi Kaise apni aankh ladi Main anpadh tu likhi padi Kaise apni aankh ladi Tu shehari main dehati Kaise banae jivan sathi Rit ki todi prit ne jodi, Rit ki todi prit ne jodi Apni khub banayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Teri meri shadi sidhi shadhi Pandit na shehnayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Aaj milan ki raina tumse Kya kuchh kahna hai Aaj milan ki raina tumse Kya kuchh kahna hai Kal karna baki bat roz kaha aise rate Yun mat dekho aanchal chhodo Yun mat dekho aanchal chhodo Du main ram duhayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re Teri meri shadi si bhi shadi Pandit na shehnayi re In sab ka kya kam waha Jaha shyam ne bansi bajayi re.

More songs from Dildaar

Gaon Mein Hote Hanste Rote Lyrics - Dildaar (1977) | Indian Film History