Indian Film History

Diwana Mujhko Log Kahen Lyrics

From Diwana (1967)

Singers
Mukesh
Duration
4:20
Deewana mujhko log kahein Main samjhu jag hai deewana Main samjhu jag hai deewana Deewana mujhko log kahein Main samjhu jag hai deewana Ho main samjhu jag hai deewana Deewana mujhko log kahein Hansta hai koi surat pe meri Hansta hai koi sirat pe meri Hansta hai koi surat pe meri Hansta hai koi sirat pe meri Chhota hi sahi par dil hai bada Main jhoomta paimana Deewana mujhko log kahein Main samjhu jag hai deewana Ho main samjhu jag hai deewana Deewana mujhko log kahein Main insaan seedha saada hoon Imaan ka main shehzada hoon Main insaan seedha saada hoon Imaan ka main shehzada hoon Hai kaun bura malik jane Main pyar ka parwana Deewana mujhko log kaheinn Main samjhu jag hai deewana Ho main samjhu jag hai deewana Deewana mujhko log kahein Main yaar ki khatir loot jaaun Aur pyar ki khatir mit jaaun Main yaar ki khatir loot jaaun Aur pyar ki khatir mit jaaun Chalta hi rahoon har manzil par Anjaam se begana Deewana mujhko log kaheinn Main samjhu jag hai deewana Ho main samjhu jag hai deewana Deewana mujhko log kahein.

More songs from Diwana

Diwana Mujhko Log Kahen Lyrics - Diwana (1967) | Indian Film History