Indian Film History

Tumko Sanam Pukar Ke Lyrics

From Diwana (1967)

Singers
Mukesh
Lyricist
Shailendra
Duration
3:04
Tumko sanam pukar ke Chal de na din bahar ke Aaja tadapte hai hum Aa bhi ja tadapte hai hum Tumko sanam pukar ke Chal de na din bahar ke Aaja tadapte hai hum Aa bhi ja tadapte hai hum Tum bin to is jahan mein Koi nahi humara Bas ye ek aash tumse Ek aashara tumhara Bas ye ek aash tumse Ek aashara tumhara Tumko sanam pukar ke Chal de na din bahar ke Aaja tadapte hai hum Aa bhi ja tadapte hai hum Ye baat apne dil ki Hum kahe na paye tumse Lekin chhupa hi kya hai Jo dil chhupaye tumse Lekin chhupa hi kya hai Jo dil chhupaye tumse Tumko sanam pukar ke Chal de na din bahar ke Aaja tadapte hai hum Aa bhi ja tadapte hai hum Tumko sanam pukar ke Chal de na din bahar ke Aaja tadapte hai hum Aa bhi ja tadapte hai hum.

More songs from Diwana

Tumko Sanam Pukar Ke Lyrics - Diwana (1967) | Indian Film History