Indian Film History

Bale Bale Nazren Tu Lyrics

From Dulaara (1994)

Lyricist
Rani Malik
Duration
4:17
Balle balle nazren Tu mujhse ladaye Haye haye dil kisi Aur se lagaye Vaada kare mujhse Kisi aur se nibaye Haye teri in adao Se to rab hi bachaye Balle balle nazren Tu mujhse ladaye Haye haye dil kisi Aur se lagaye Vaada kare mujhse Kisi aur se nibaye Teri in adao se to Rab hi bachaye Balle balle nazren Tu mujhse ladaye Ho gaya main badi Badi aankho ka deewana Par tera dil kisi Aur ka deewana Ho gaya main badi badi Aankho ka deewana Par tera dil kisi Aur ka deewana Tune mere pyar ko Ab tak na pehchana Maine tere liye Kiya bairi ye jamana Sonniye tu maan Ja kahe thadapaye Haye haye dil Kisi se ladaye Vaada kare mujhse Auro se nibaye Teri in adao se To rab hi bachaye Balle balle nazren Tu mujhse ladaye Aasiqo ko apne Satana hai bura Gairo ki gali mein Haye jana hai bura Aasiqo ko apne Satana hai bura Gairo ki gali mein Haye jana hai bura Husn ke jaal me Fasana hai bura Itne bhi nakhre Dikhana hai bura Kahe tu jite ji mujhko Suli pe chadaye Haye haye dil kisi Aur se lagaye Vada kare mujhse Kisi aur se nibaye Teri in adao se To rab hi bachaye Balle balle nazren Tu mujhse ladaye Haye haye dil kisi Aur se lagaye Vaada kare mujhse Kisi aur se nibaye Teri in adao se To rab hi bachaye.

More songs from Dulaara

Bale Bale Nazren Tu Lyrics - Dulaara (1994) | Indian Film History