Indian Film History

Dil Yahin Kahin Kho Gaya Lyrics

From Dulaara (1994)

Lyricist
Rani Malik
Duration
5:12
Dil yahin kahin kho Gaya hai mera Dil yahin kahin kho Gaya hai mera Ke tune liya hoga Ke tune liya hoga Maine churaya Nahi hai tera dil Ye ilzam tum na lagana Maine churaya Nahi hai tera dil Ye ilzam tum na lagana Ke tune diya hoga Ke tune diya hoga Dil yahin kahin kho Gaya hai mera Mohabbat ka paygam deti hai Aankhe tumhari Karib aake badhne lagi Aur bhi bekarari Meri band palko pe Tune labo ko jhukaya Jawa hasrato me ye Jadu sa kaisa hai chaya Kaliyo ka ye gaav Khusbu ke mele Yaha pyar hi pyar hai na Maine churaya nahi hai tera dil Ye ilzam tum na lagana Ke tune diya hoga Ke tune diya hoga Dil yahin kahin kho Gaya hai mera Mere liye rab ne Tumko jami pe utara Likha aasma pe sitaro Ne rishta hamara Khwabo khyalo Me dil ke ujalo me Tu hai Bechain thi jisko khatir Tu wo aarzu hai Na ab dur jana banake bahana Tu madhosh mujhko bana kar Dil yahin kahin kho Gaya hai mera Dil yahin kahin kho Gaya hai mera Ke tune liya hoga Ke tune liya hoga.

More songs from Dulaara

Dil Yahin Kahin Kho Gaya Lyrics - Dulaara (1994) | Indian Film History