Aapne Apna Banaya Lyrics | Dulhan Ek Raat Ki

                        
                        Aapne apna banaya
Meharbani aapki
Meharbani aapki
Hum to is kabil na the
Hum to is kabil na the
Hum to is kabil na the
Hai kadardani aap ki
Meharbani aapki
Aapne apna banaya

Aaj humne dil ke badale
Aap ko dil de diya
Aaj humne dil ke badale
Aap ko dil de diya
Isi inayet is navajis
Is karam ka sukariya
Humne bhi dil me chhupali
Ye nisani aap ki
Meharbani aapki
Aapne apna banaya

Kya bata bin aap ke
Kuch bhata nahi
Arey aapke bin or
Kuch bhata nahi
Humko apni khush nasibi
Pe yaki aata nahi
Ek to paigame ulfat
Fir jubani aapki
Meharbani aapki
Hum to is kabil na the
Hum to is kabil na the
Hai kadardani aap ki
Meharbani aapki
Aapne apna banaya.