Indian Film History

Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Lyrics

From Dulhan Ek Raat Ki (1966)

Duration
4:13
Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Hai jis ki ye shay Wo aake pehchane Nahi to ise le jaye ge begane Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh Khushbu hai is me Gore gore hatho ki mashaallah Khushbu hai is me Gore gore hatho ki mashaallah Mahak hai is me Kali kali julafo ki vallah vallah Jaldi aaja tu jaha hai Haye madam tu kaha hai Kaha hai, kaha hai, kaha hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh Chikani chikani in ki wo Koi guddiya hogi Chikani chikani in ki wo Koi guddiya hogi Ya fir tute danto wali gudiya hogi Apne darsan ab karana Ho raha hu mai deewana Deewana, deewana, deewana Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh Jiski ye shay hai Uska pata mai kaise janu Jiski ye shay hai Uska pata mai kaise janu Arey itni badi duniya me Usko kaise dhundu Log aaye wo na aayi De raha hu mai duhayi Duhayi, duhayi, duhayi Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Hai jis ki ye shay Wo aake pehchane Nahi to ise le jaye ge begane Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh kho gaya hai Kisi ka kuchh.

More songs from Dulhan Ek Raat Ki

Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Lyrics - Dulhan Ek Raat Ki (1966) | Indian Film History