Indian Film History

Too Chand Nagar Kee Shehjadee Lyrics

From Duniya (1984)

Lyricist
Javed Akhtar
Duration
4:08
Tu chaand nagar ki shahzaadi, Main iss dhartee ka banjara Tu chaand nagar ki shahzaadi, Main iss dhartee ka banjara Tu mehlon mein rehnewalee, Main galiyo galiyo awara Tu chaand nagar ki shahzaadi, Main iss dhartee ka banjara Tu mehlon mein rehnewalee, Main galiyo galiyo awara Main ik hawa ka jhonka toh phul hai Itna tujhko chahu, fajul hai Main aaj yaha aur kal hun wahan, Tujhe apna gulshan hee pyara Tu mehlon mein rehnewalee, Main galiyo galiyo awara Tera mera do pal ka sath hai Sach hai yeh sab kismat kee baat hai Har dil mein yaha tu hai mehman, Main beghar bedar bechara Tu mehlo mein rehnewalee, Main galiyo galiyo awara Labna hee le toh Aankho sey kam le, Janewalee mera salam le Mere pichle janam ke Bhale the karam, Toh mil jaunga dobara Tu mehlo mein rehnewalee, Main galiyo galiyo aawara Tu chaand nagar ki shahzaadi, Main iss dhartee ka banjara Tu mehlon mein rehnewalee, Main galiyo galiyo awara.

More songs from Duniya

Too Chand Nagar Kee Shehjadee Lyrics - Duniya (1984) | Indian Film History