Indian Film History

Ab Naya Tamasha Lyrics

From Durgaa (1985)

Duration
5:34
Ye mehfil ye khushiya Ye rang sirf hamse hain Is duniya mein jo kuch bhi hain Aurat ke dham pe hain Ab naya tamasha dekhegi Ye duniya sari Ab naya tamasha dekhegi Ye duniya sari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Ab naya tamasha dekhegi Ye duniya sari Dualat ke jor pe aurat ko Kamjor na samjho Aurat ki har fariyad ko Ik shor na samjho Kamjor na samjho tum Ik shor na samjho Kamjor na samjho tum Ik shor na samjho Ab dekhana kya Kya karti hai abla bechari Ab dekhana kya Kya karti hain abla bechari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Ab naya tamasha Dekhegi ye duniya sari Agar pyar kare aurat ko Apne aap luta de Jab nafrat kare to Duniya mein wo Jag mein aag laga de Apne aap luta de Jag mein aag laga de Apne aap luta de Jag mein aag laga de Aurat jidd pe aa jaye to Woh kabhi na hari Aurat jidd pe aa jaye to Woh kabhi na hari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Ab naya tamasha Dekhegi ye duniya sari Aurat ki majburi se Khelna bada gunah hain Jisne bhi ispe julm kiya Wo hua tabah hain Khelna bada gunah hain Samjh hua tabah hain Khelna bada gunah hain Samjh hua tabah hain Parvat bada dil rakhti hain Ye bharat ki nari Parvat bada dil rakhti hain Ye bharat ki nari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Ab naya tamasha dekhegi Ye duniya sari Mere pyar ke aanchal mein Dekho bhar khudgardi O hawan ke bande bol Teri ab kya hain marji Are bhar khudgardi bol Teri ab kya hain marji Are bhar khudgardi bol Teri ab kya hai marji Aurat chahe to karde Sabka jeena bari Aurat chahe to karde Sabka jeena bari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Kal teri bari thi Aaj hain meri bari Ab naya tamasha dekhegi Ye duniya sari Ye duniya sari ye duniya sari.

More songs from Durgaa

Ab Naya Tamasha Lyrics - Durgaa (1985) | Indian Film History