Indian Film History

Kuch Kahne Wala Tha Main Lyrics

From Durgaa (1985)

Duration
5:41
Sun sajni kya sajna Kuch kehne wala tha main Par bhul gaya O kuch kehne wala tha main Par bhul gaya Sun sajna kya sanji O kuch kehne wali thi main Par bhul gayi O kuch kehne wali thi main Par bhul gayi Aa dil ki bate Dil ko dhadka rahi hain Aankho pe chha rahi hain Hotho pe aa rahi hain Aa dil ki bate Dil ko dhadka rahi hain Aankho pe chha rahi hain Hotho pe aa rahi hain Chup ho gaya main Ye soch ke magar Main kya kahunga Tujhko hai sab khabar Sun sajni kya sajna Kuch kehne wala tha main Par bhul gaya O kuch kehne wala tha main Par bhul gaya Yaad aaya jo kuch Tha mujhko kehna Hai aisi baat lekin Aacha hai chup hi rehna Yaad aaya jo kuch Tha mujhko kehna Hain aisi baat lekin Aacha hain chup hi rehna Kehna padega ho ke bekarar Main kya karungi Tujhko hain intezaar Sun sajna kya sanji Kuch kehne wali thi main Par bhul gaya O kuch kehne wali thi main Par bhul gaya Hain baat itna kehna tha bas itna Main dekh gori tujhse Karta hoon pyar kitna Hain baat itna kehna tha bas itna Main dekh gori tujhse Karta hoon pyar kitna Ye koi kehne sun ne ki baat hain Jab se hain duniya Tu mere sath hain Sun sajna kya sanji Kuch kehne wali thi main Par bhul gaya O kuch kehne wali thi main Par bhul gaya Sun sajni kya hu.. Kuch kehne wala tha main Par bhul gaya O kuch kehne wala tha main Par bhul gaya.

More songs from Durgaa

Kuch Kahne Wala Tha Main Lyrics - Durgaa (1985) | Indian Film History