Mera Nam Salami Dhoban Lyrics | Duty

Lyricist : Ramesh Pant
Music Director : Rakesh ,
Singer : Kanchan ,
                        
                        mera nam salami dhoban hum dono ka ek dhandha

tera bandar jaisa mukhda par lage jaise chanda
ek bar pakad me aaja tu ban ja mera raja ari ja ja
mera nam salami dhoban hum dono ka ek dhandha
tu mujhse muh modta kyu mera dil todta
tu mujhse muh modta kyu mera dil todta
yu nakhre karke na ja tu ban ja mera raja
mera pichha chhod de ya mera sir phod de
are mai hu chhora taza tu aur kisi pe aaja
mera nam salami dhoban hum dono ka ek dhandha
mera nam salami dhoban hum dono ka ek dhandha
mai hu teri jat ki phir gadbad hai kis bat ki

bajne de ab raja apni shadi ka baja
mera nam salami dhoban hum dono ka ek dhandha
mera nam salami dhoban hum dono ka ek dhandha
tera bandar jaisa mukhda par lage jaise chanda
ek bar pakad me aaja tu ban ja mera raja
tu ban ja mera raja tu ban ja mera raja