Ek Main Hu Aur Ek Tu, I Wanna Be With You Lyrics | Ek Main Aur Ekk Tu

                        
                        talli hai ye zameen, talli hai aasmaa sab talli hai yaha
ya phir sara jahaa waise ka waisa hai hum talli hai yaha
mujhse baahe na chhuda ek mainn, kahi kho na ja ek tu
jo bhi hoga i am with you, i am with you
yu na ghabra ek mainn, thoda muskura ek tu
jo bhi hoga i am with you
ek main hu aur ek tu, i wanna be with you
tere piche piche main, mere aage aage tu
ek main hu aur ek tu
ek main hu aur ek tu, i wanna be with you

kitne ki hai zameen, kitne ka aasmaan bikte hai ye kahaan
bhar lenge jebo me dukane wo sabhi chal chalte hai waha
mauka aisa na gawa ek main, yunhi bewaja, ek tu
jo bhi hoga i am with you, i am with you
yu na ghabra ek main, thoda muskura ek tu
jo bhi hoga i am with you
ek main hu aur ek tu, i wanna be with you
tere piche piche main, mere aage aage tu
ek main hu aur ek tu
ek main hu aur ek tu, i wanna be with you

boring boring zindagi ke muh pe chidkenge pani
is pal ke hum baadshah hai kare kyu na manmani
gam ki baate bhul ja, khushiya sajaa
jo bhi hoga i am with you, i am with you
yu na ghabra, thoda muskura
jo bhi hoga i am with you
ek main hu aur ek tu, i wanna be with you
tere piche piche main, mere aage aage tu
ek main hu aur ek tu, i wanna be with you
ek main hu aur ek tu