Indian Film History

Aaj Ki Haseen Raat Lyrics

From Ek Raat (1968)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
3:45
Aa haa haa aa haa haa Aa haa haa aa ha ha aa Aaj ki haseen raat hans ke guzaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Aaj ki haseen raat hans ke guzaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Aaj ki haseen raat hans ke guzaar Ye dil se sab bhula do Achcha hai kya bura hai Hans hans ke jeena seekho Jeene ki ye ada hai Aa ha ha aa aa ha ha haaye Ye dil se sab bhula do Achcha hai kya bura hai Hans hans ke jeena seekho Jeene ki ye ada hai Kal ke na khwaab dekho Kal to kya hai yahaan Kal ko nahin pata hai Aaj ki haseen raat hans ke guzaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Aaj ki haseen raat hans ke guzaar Aa ha ha ha ha a a aa Aa aa aa Aa ha ha ha ha ha Aa aa aa Aa ha h ah ha ha Kya jaane kab ye saansen Ruk jaayen chalte chalte Ye shama zindagi ki Bujh jaaye jalte jalte Aa haa ha ha aa aa ha ah haaye Kya jaane kab ye saansen Ruk jaayen chalte chalte Ye shama zindagi ki Bujh jaaye jalte jalte Aati hai roz kahaan Aisi ye raat jawaan Ye raaz keh rahi hai Ab raat dhalte dhalte Aaj ki haseen raat hans ke guzaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Aaj ki haseen raat hans ke guzaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar Aaj ki haseen raat hans ke guzaar.

More songs from Ek Raat

Aaj Ki Haseen Raat Lyrics - Ek Raat (1968) | Indian Film History