Indian Film History

Sau Baar Banakar Maalik Ne Lyrics

From Ek Raat (1968)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
3:04
Sau baar banakar maalik ne Sau bar mitaya hoga Sau baar banakar maalik ne Sau bar mitaya hoga Ye husn mujasim tab tera Is rang pe aaya hoga Sau baar banakar maalik ne Sau bar mitaya hoga Kai lal tarase hoge Tab hoth banaye hoge Danto ki jagha pe moti Chun chun ke lagaye hoge Zulfe kali karne ko Badli ko jalaya hoga Ye husn mujasim tab tera Is rang pe aaya hoga Sau baar banakar maalik ne Sau bar mitaya hoga Sagar ke sunhre shipi Palko pe sajaye hoge Sagar ke sunhre shipi Palko pe sajaye hoge Do nil kamal neelam ki Ankho me khilaye hoge Ango me chamak dene ko Chanda ko galaya hoga Ye husn mujasim tab tera Is rang pe aaya hoga Sau baar banakar maalik ne Sau bar mitaya hoga Sau baar banakar maalik ne Sau bar mitaya hoga.

More songs from Ek Raat

Sau Baar Banakar Maalik Ne Lyrics - Ek Raat (1968) | Indian Film History