Indian Film History

Bebaak Lyrics

From Filmistaan (2014)

Duration
2:39
Bebaak main chala Azaad man chala Mujhe chalne do Yun jee ne ko kya Thodi dhoop ho Chaav ho zara si Par khuli Bebaak main chala Azaad man chala Mujhe bandhoge bhi Kaise tum bhala Badalo se aati Main roshni Mujhe chalna hai Udna hai behna hai Jeena hai ho Main bedakhal junoon Manzilon ka hai shor Chup raasta raasta Raasta dor nahi Kat ke kho jaana Kho jaana kho jaana hai Mere liye man khuda hai Aur man maula hai Kabhi malang aur Kabhi yeh faulana hai Jaana mujhe hai waha Mile zameen aasma se jahan Hasna barasna Mudke na takna Lamho ke tarah Bebaak main chala Azaad man chala Mujhe chalne do Yun jee ne ko kya Thodi dhoop ho Chaav ho zara si Par khuli Bebaak main chala Azaad man chala Mujhe bandhoge bhi Kaise tum bhala Badalo se aati Main roshni Mujhe chalna hai Udna hai behna hai Jeena hai ho Main bedakhal junoon.

More songs from Filmistaan

Bebaak Lyrics - Filmistaan (2014) | Indian Film History