Katrina Aarti Lyrics | Filmistaan

                        
                        Jai jai katrina
O ji jai ho katrina
Inki jawani dekh ke
Inki jawani dekh ke
Aajaye pasina
O ji jai ho katrina

Lucky charm hai ye to
Har movie hit hoti na
Inki har movie hit hoti na
Khan se leke kapor tak
Khan se leke kapor tak
Sab kahe katrina
O ji jai ho katrina

Jai jai katrina
O ji jai ho katrina
Inki jawani dekh ke
Inki jawani dekh ke
Aajaye pasina
O ji jai ho katrina.