Indian Film History

Tota Tota Lyrics

From First Love Letter (1991)

Lyricist
Anjaan
Duration
7:57
Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Kehna bin tere mushkil hain Ab zinda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Sari umar ab humko bireh ki Aag mein jalkar jeena hain Hum chahe ya na chahe ye gham Ka zehar to pina hain Namumkin hain ab to dard judai Ka sehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Kehna bin tere mushkil hain Ab zinda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Bas jo chale to pyar mein tere Mout ki had se guzar jau Pyar jo tera pa na saku to Pyar mein tere mar jau Bas jo chale to pyar me tere Mout ki had se guzar jau Pyar jo tera pa na saku to Pyar mein tere mar jau Marna hain aasan hai mushkil Tujhse juda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Kehna bin tere mushkil hain Ab zinda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Gham ke kante chunke teri raho Main phool bichana hai thukra ke Har rasam hume to pyar ki rasam Nibhana hain ek din to hum mil Ke rahenge pyar bhari in raho me Marna hain to mar jaynge ek Duje ki baho mein Gham ho ya ho khushi hume Hai sath sath sehna Aaja aaja sajan tu aaja Aaja aaja sajan tu aaja Aaja aaja sajan tu aaja Aaja aaja sajan tu aaja.

More songs from First Love Letter

Tota Tota Lyrics - First Love Letter (1991) | Indian Film History