Indian Film History

Dheere Chalo More Saiyya Lyrics

From Flat No 9 (1961)

Duration
3:31
Lalalalalalala aa Ho ho, aa aa Dheere chalo morey saiyya Raahen pyaar ki dil deewaana Chhoote na mori baiyya Ho o, dheere chalo morey saiyya Raahen pyaar ki dil deewaana Chhoote na mori baiyya Ho o, dheere chalo morey saiwa Hauley dol piya Dhadke mora jiya Maane na deewaana Rut hai khoi khoi Rasta aur koi Jaane na deewaana Ho o, mori kasam tohey saiyya Raahen pyaar ki dil deewaana Chhoote na mori baiyya Ho o, dheere chalo morey saiwa Jabse nain laden Panchhi man ka ude Daali daali boley Chham chham doley pawan Sun to more sajan Kya matwaali boley Ho o, ruk ja padoon tore paiya Raahen pyaar ki dil deewaana Chhoote na mori baiyya Ho o, dheere chalo morey saiwa Preetam teri gali Naiyya dil ki chali Mausam pyaara pyaara Kya kya rang bhare Bhatke nain mere maujon mein aawaara Ho o, lehraye aanchal ki chhaiya Raahen pyar ki dil deewaana Chhoote na mori baiyya Ho o, dheere chalo more saiwa Raahein pyar ki dil deewaana Chhoote na mori baiyya Ho o, dheere chalo morey saiwa.

More songs from Flat No 9

Dheere Chalo More Saiyya Lyrics - Flat No 9 (1961) | Indian Film History