Indian Film History

Jaadugar Mujhko Itna Bata Lyrics

From Flat No 9 (1961)

Duration
3:33
Jaadugar mujhko itna bata Dard kya hai muhabbat hai kya Aankh ladti hai kyun Baat badhti hai kyun Bolo na bolo na Jaadugar mujhko itna bata Dard kya hai muhabbat hai kya Aankh ladti hai kyun Baat badhti hai kyun Bolo na bolo na Aap to sharma bhi gaye Bin kahe ghabra bhi gaye Aap to sharma bhi gaye Bin kahe ghabra bhi gaye Honth kaahe ruke ho Nain kaahe jhuke Honth kaahe ruke ho Nain kaahe jhuke ji bolo na Jaadugar mujhko itna bata Dard kya hai muhabbat hai kya Aankh ladti hai kyun Baat badhti hai kyun Bolo na bolo na Mere sawaal ka jawaab to do Dil ko dil ka hisaab to do Mere sawaal ka jawaab to do Dil ko dil ka hisaab to do Tum to jaane lage Ho dil dukhaane lage Tum to jaane lage Ho dil dukhaane lage ji bolo na Jaadugar mujhko itna bata Dard kya hai muhabbat hai kya Aankh ladti hai kyun Baat badhti hai kyun Bolo na bolo na Jaadugar mujhko itna bata Dard kya hai muhabbat hai kya Aankh ladti hai kyun Baat badhti hai kyun Bolo na bolo na.

More songs from Flat No 9

Jaadugar Mujhko Itna Bata Lyrics - Flat No 9 (1961) | Indian Film History