Indian Film History

Dhoop Mein Nikalaa Na Karo Lyrics

From Geraftaar (1985)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:40
Dhoop mein nikala Na karo roop ki raani Gora rang kaala na pad jaaye Dhoop mein nikala Na karo roop ki raani Gora rang kaala na pad jaaye Mast mast aankhon se Chhalakaao na madira Madhushaala mein Taala na pad jaaye Dhoop mein nikala Na karo roop ki raani Gora rang kaala na pad jaaye Aa aa aa aa aa aa aa aa.. La ra ra la ra ra.. Tum jo thak gayi ho Toh baahon mein utha le Tum jo thak gayi ho Toh baahon mein utha le Hukm do hamein Toh abhi paalaki la de Pant hain patharila Paidal na chalo tum Pant hain patharila Paidal na chalo tum Kahin paanv mein Chhaala na pad jaaye Dhoop mein nikala Na karo roop ki raani Gora rang kaala na pad jaaye Dhoop ho ya chhanv Sajan main toh aayungi Dhoop ho ya chhanv Sajan main toh aayungi Tumse milane aag pe Bhi jalake jaaungi Ek pal bhi tanaha Tumhe chhodu toh kaise Ek pal bhi tanaha Tumhe chhodu toh kaise Kisi sautan se paala Na pad jaaye Dhoop mein nikala Na karo roop ki raani Gora rang kaala Na pad jaaye Mast mast aankhon se Chhalakaao na madira Madhushaala mein Taala na pad jaaye.

More songs from Geraftaar

Dhoop Mein Nikalaa Na Karo Lyrics - Geraftaar (1985) | Indian Film History