Indian Film History

Khul Jaayega Kismat Ka Taala Lyrics

From Geraftaar (1985)

Lyricist
Indeevar
Duration
6:52
Ho hoo khul jaayega kismat ka taala Main bhi actor banunga naamwaala Khul jaayega kismat ka taala Main bhi actor banunga naamwaala Aapki duwa chaahiye Bas aapaki duwa chaahiye Aapaki duwa chaahiye Khul jaayega kismat ka taala Main bhi actor banunga naamwaala Khul jaayega kismat ka taala Main bhi actor banunga naamwaala Aapki duwa chaahiye Bas aapaki duwa chaahiye Aapaki duwa chaahiye Naachunga gaayunga Fight bataaunga main Koyi jo na kar paaye Woh kar dikhaaunga main Naachunga gaayunga Fight bataaunga main Koyi jo na kar paaye Woh kar dikhaaunga main Kisi director ki bas Mujhpar ek nazar pad jaaye Ya toh top heroine ki Bas mujhase aankh lad jaaye Eee khul jaayega kismat ka taala Main bhi actor banunga naamwaala Aapki duwa chaahiye Bas aapaki duwa chaahiye Aapaki duwa chaahiye James bond banake Jab film mein aayunga Ik mauka mil jaaye Acting karunga gajab ki Aaya jo haan parde par Chhutti main kar dunga sab ki Ik mauka mil jaaye Acting karunga gajab ki Aaya jo haan parde par Chhutti main kar dunga sab ki Saari haseenjawaan ladkiya Maaangegi autograph Tanhaayi mein chhupkar Mera chumengi photograph Eee khul jaayega kismat ka taala Main bhi actor banunga naamwaala Khul jaayega kismat ka taala Main bhi actor banunga naamwaala Hoo aapki duwa chaahiye Bas aapaki duwa chaahiye Aapaki duwa chaahiye.

More songs from Geraftaar

Khul Jaayega Kismat Ka Taala Lyrics - Geraftaar (1985) | Indian Film History