Indian Film History

Buddha Tha Paisewala Lyrics

From Gharibi Hatao (1973)

Music
Sharada
Lyricist
R K Middha
Duration
4:44
Budha tha paise wala gale mein aisa dala Budha tha paise wala gale mein aisa dala Budhe ne le li meri jaan Haye re main ho gayi kurban Budha tha paise wala gale mein aisa dala Budhe ne le li meri jaan Haye re main ho gayi kurban Lutiya dubake hosh mein aaye to kya hua Lutiya dubake hosh mein aaye to kya hua Hamko rulake aasu bahaye to kya hua Lutiya dubake hosh mein aaye to kya hua Main to teri hu jagjayi bachale mujhe Ho bachale mujhe Is musibat se jaldi chuda le mujhe Ho chhuda le mujhe Main to teri hu jagjayi bachale mujhe Ho bachale mujhe Is musibat se jaldi chuda le mujhe Ho chhuda le mujhe Maya meri jaana tu na ghabrana Tere mere pyar ko kya rokega jamana Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana Maya meri jana tu na ghabrana Tere mere pyar ko kya rokega jamana Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana Tod ke sar buddhe ka tujhko le jayega deewana Hum hai buddhe hai to kya hua dilwale hai Hum hai buddhe hai to kya hua dilwale hai Hame chhado chhado tere chahne wale hai Hum hai buddhe hai to kya hua dilwale hai Na banne dunga joru dhanwan ki Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki This fight is between old man and young man This fight is between old man and young man Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki Ye ladai hai buddhe ki aur jawan ki.

More songs from Gharibi Hatao