Kabhi Khili Dil Ki Kali Lyrics | Gharibi Hatao

                        
                        Lapte thi bijli thi dil mein
Unse jab jab najre mili
Kitni hi bate chaha kahna
Lekin juba na khuli
Kitni hi baate chaha kahna
Lekin juba na khuli
Dil mein chhupa raha dil ka pyar
Yahi to hai duniya yahi hai sansaar

Kabhi khili dil ki kali
Gum ki bhi hawa chali
Kabhi fiza kabhi bahar
Yahi to hai duniya yahi hai sansyar
Koi nahi chhota yaha
Koi nahi bada yaha.