Indian Film History

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye Lyrics

From Goonj (1952)

Singers
Suraiya
Lyricist
D N Madhok
Duration
3:18
Ye lehraate bal khaate raaste Ye lehraate bal khaate raaste Aa gaye aa gaye aa gaye Aa gaye aa gaye aa gaye Jinko dekh dekh sharmaaun Aur na dekhun to ghabraaun Wo jo mere khayaalon Pe chhaa gaye aa gaye Wo jo mere khayaalon Pe chhaa gaye Aa gaye aa gaye aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste Aa gaye aa gaye aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste Aa gaye aa gaye aa gaye Tan ke goray Mann ke kaale kaale Tan ke goray Mann ke kaale kaale Jinko main kahun chor Dil kahe bhole bhaale Jinko main kahun chor Dil kahe bhole bhaale Wo jo thandi aag Laga gaye aa gaye Wo jo thandi aag laga gaye Aa gaye aa gaye aa gaye Ye lehraate bal khaate Raaste aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste Aa gaye aa gaye aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste Aa gaye aa gaye aa gaye Nainaa unke dhundh Rahe hain humko Nainaa unke dhundh Rahe hain humko Par hum to dukh denge bada Aise balam ko Par hum to dukh denge bada Aise balam ko Wo jo dil ka chain Churaa gaye aa gaye Wo jo dil ka chain churaa gaye Aa gaye aa gaye aa gaye Ye lehraate bal Khaate raaste aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste Aa gaye aa gaye aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste Aa gaye aa gaye aa gaye Ye lehraate bal khaate raaste Ye lehraate bal khaate raaste.

More songs from Goonj

Aa Gaye Aa Gaye Aa Gaye Lyrics - Goonj (1952) | Indian Film History