Indian Film History

Chale Jaa Rahe Ho Jo Lyrics

From Goonj (1952)

Singers
Suraiya
Lyricist
D N Madhok
Duration
3:32
Chale jaa rahe ho jo nazren churaaye Chale jaa rahe ho jo nazrein churaaye Hamen kuchh na kehnaa jo ham yaad aayein Chale jaa rahe ho jo nazrein churaaye Hamen kuchh na kehnaa jo ham yaad aayein Chale jaa rahe ho Na din kat sakenge na guzrengin raatein Na din kat sakenge na guzrengin raatein Wahan kisase ho gin mohabbat ki baatein Wahan kisase ho gin mohabbat ki baatein Mohabbat ka mara agar dil sataaye Mohabbat ka mara agar dil sataaye Hamen kuchh na kehna jo ham yaad aayein Chale jaa rahe ho Khade ho ke khidki mein raaten bitana Khade ho ke khidki mein raaten bitana Gagan ke sitaaron se jaan dil lagana Gagan ke sitaaron se jaan dil lagana Subah ka sitara agar timtimaaye Subah ka sitara agar timtimaaye Hamein kuchh na kehna jo ham yaad aayein Hamein kuchh na kehna jo ham yaad aayein Chale jaa rahe ho jo nazren churaaye Hamein kuchh na kahna jo ham yaad aayein.

More songs from Goonj

Chale Jaa Rahe Ho Jo Lyrics - Goonj (1952) | Indian Film History