Indian Film History

Aaj Akele Hain Lyrics

From Gopala (1994)

Lyricist
Rani Malik
Duration
5:43
Aaj akele mein hum dono Mile hain pehali baar Aaj akele mein hum dono Mile hain pehali baar Samajh na aaye baat kare yaa Kare tumse pyaar Aaj akele mein hum dono Mile hain pehali baar Samajh na aaye baat kare yaa Kare tumse pyaar Pehali pehali mulakaat hain Hatho mein dedo haath Baahon mein aake kardo Pyaar bhari barsaat Naya naya hain pyaar hamara Lage hamein to darr Na na aise na dekho tum roko jara nazar Aankhon hi aankhon mein tumne Chhina mera karaar Samajh na aaye baat kare yaa Kare tumse pyaar Aaj akele mein hum dono Mile hain pehali baar Baatein karli kho jaane Padi hain umra samaan Achha chalo aaj hum lenge Sirf pyaar se kaam Phoolo jaisa chehara tera Jeevan bhar dekhenge Dil ki marji hain ki aaj to Bus hum pyaar karenge Dil mausam aur umra ke aage Hum to gaye hain haar Samajh na aaye baat kare yaa Kare tumse pyaar Aaj akele mein hum dono Mile hain pehali baar Samajh na aaye baat kare yaa Kare tumse pyaar.

More songs from Gopala

Aaj Akele Hain Lyrics - Gopala (1994) | Indian Film History