Indian Film History

Tumhari Kasam Lyrics

From Gopala (1994)

Lyricist
Rani Malik
Duration
4:30
Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye Ho sitaaron se jab ye zamee zhilmilaye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye Jawaan ho chale hain aa Ye phoolo ke mausam aa Ye baarish ki reem jheem aa Ye jhulo ke mausam aa Jawaan ho chale hain ye phoolo ke mausam Ye baarish ki reem jheem ye jhulo ke mausam Ho jawaan ho chale hain ye phoolo ke mausam Ye baarish ki reem jheem ye jhulo ke mausam Koi jab nasheeli dhun ghun ghuanye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye Karen chaand chaandani se Jab mulakaate aa haa Karen phool bhawarein se hehe Mohabbat ki baatein aa Karen chaand chaandani jab mulakaate Karen phool bhawarein se mohabbat ki baatein Karen chaand chaandani jab mulakaate Karen phool bhawarein se mohabbat ki baatein Laher jab kinaro ki baahon mein aaye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye Ho sitaaron se jab ye zamee zhilmilaye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye Tumhari kasam tum bahot yaad aaye.

More songs from Gopala

Tumhari Kasam Lyrics - Gopala (1994) | Indian Film History