Indian Film History

Kare Badar Baras Baras, Aaj Koi Gaaye Re Malhaar Lyrics

From Gopinath (1948)

Duration
3:10
aaa kaare baadar baras-baras thak jaaye baar-baar re birahan ke dwaare aaj ko_i gaaye re malhaar -2 re birahan ke dwaare aaj ko_i gaaye re malhaar nadiyaa chali milan saagar se -2 ithalaati balakhaati jhum jhum laharo ke saazo pe madamaati gaati magar kisi ki aaj jawaani -2 jalati dhunvaadhaar re birahan ke dwaare aaj ko_i gaaye re malhaar -2 aasamaan me bairi chadaa taaro sag muskaaye meraa man aangan hai sunaa saajan ke bin haay aanho ke khaare paani me -2 bahe kisi kaa pyaar re birahan ke dwaare aaj ko_i gaaye re malhaar -2

More songs from Gopinath

Kare Badar Baras Baras, Aaj Koi Gaaye Re Malhaar Lyrics - Gopinath (1948) | Indian Film History