Nigahe Bhi Jawan Hai Lyrics | Gul E Bakavali

                        
                        nigahein bhi jawan hain
nazare bhi jawan hain
nigahein bhi jawan hain
nazare bhi jawan hain
jawani hain to
jeene ke sahare bhi jawan hain

dekho kali kali sharmayi
dekho kali kali sharmayi
humne li hain yu angdai
dekho kali kali sharmayi
humne li hain yu angdai
aaaa aaaa aaaa
dil phulo ka tharra gaya
dekh ke humko masti me
dil phulo ka tharra gaya
dekh ke humko masti me
nigahein bhi jawan hain
nazare bhi jawan hain
jawani hain to
jeene ke sahare bhi jawan hain

gujre jaha jaha se ae dil
gujre jaha jaha se ae dil
shor hua wahi kaatil kaatil
gujre jaha jaha se ae dil
shor hua wahi kaatil kaatil
aaaa aaaa aaaa
aur kaatil khud sharma gaya
dekh ke humko masti me
kaatil khud sharma gaya
dekh ke humko masti me
nigahein bhi jawan hain
nazare bhi jawan hain
jawani hain to
jeene ke sahare bhi jawan hain.