Ek Musafir Hoon Main Lyrics | Gunaah

                        
                        Ek musafir hoon main
Ek musafir hai tu
Apna ghar hai kaha
Humko jana kaha
Kon jane yaha
Humko jana kaha
Kon jane yaha
Ek musafir hoon main
Ek musafir hai tu
Apna ghar hai kaha
Humko jana kaha
Kon jane yaha
Humko jana kaha
Kon jane yaha
Aaj to geet gale
kal ki kiso khabar
Aaj to geet gale
kal ki kiso khabar
Kuch bhi malum nahi
Khatam ho kab safar
Ek parinda hoom main
Ek parinda hai tu
Hai basera kaha
Hai savera kaha
Kon jane yaha
Hai savera kaha
Kon jane yaha
Ye madur chandni
Aake pile jara
Ye madur chandni
Aake pile jara
Rup ke gav mein aake jile jara
Ek dhara hoom main
Ek dhara hai tu
Apna utkam kaha
Apna sangham kaha
Kon jane yaha
Apna sangham kaha
Kon jane yaha
Kal mile the yahi
Aaj hum kho gaye
Kal mile the yahi
Aaj hum kho gaye
Hadse yoon huye

Kya se kya ho gaye
Ek khilona hu main
Ek khilona hai tu
Tutna hai kaha
Hai bhikrna kaha
Kon jane yaha
Hai bhikrna kaha
Kon jane yaha
Ek musafir hoon main
Ek musafir hai tu
Apna ghar hai kaha
Humko jana kaha
Kon jane yaha
Humko jana kaha
Kon jane yaha.