Indian Film History

Puchho Na Puchh Lyrics

From Halaal Ki Kamaai (1988)

Lyricist
Anjaan
Duration
6:44
Ae puchho na puchho Kai sa la aala re aala maza aala Ha puchho na puchho re Kai sa la aala re aala maza aala Mil gayi chabi khul gaya pyare Mil gayi chabi khul gaya pyare Kismat ka wo bandh tala Aa ha puchho na puchho Kai sa la aala re aala maza aala He kya pyar leke basti mein aaya Kya pyar leke basti mein aaya Yaar mera dil bala Are puchho na puchho Kai sa a aala re aala maza aala Hue hue hue hue Hue hue hue hue Hai aaj ka deen kuch khas yaro Ab sari khusiya ho he paas yaro Hai aaj ka deen kuch khas yaro Ab sari khusiya he paas yaro Ab tum dil de bindaas yaro Dil mein rahe na kuch pyas yaro Baho mein aake gale laga ke Takra pyale se pyala Ae puchho na puchho Kai sala aala re aala maza aala Hue hue hue hue Hue hue hue hue Mein pyasi dil pyasa Dil ki ye pyas bujhe na Dil ko jo tadpaye Uspe koi jor chale na Are dil se dil milne do Dil mein koi pyas rahe na Tarse na ab koi Ab koi dard sahena Rangin raatein phir laut aayi Are rangin raatein phir laut aayi Muasam hua mat waha aaha aaha la Puchho na puchho Kai sa la aala re aala maza aala Hue hue hue hue Hue hue hue hue Do deen hain jina Do deen ki hasti Hasti wahi hain jis mein ho masti Do deen hain jina Do deen ki hasti Hasti wahi hain jis mein ho masti Masti pe barsi ye kaisi masti Masti mein jumein sari basti Apun ko toke apun ko roke Rokega ab kaun sala Ae he puchho na puchho Kai sala aala re aala maza aala Ae puchho na puchho Kai sa la aala re aala maza aala Mil gayi chabi khul gaya pyare Mil gayi chabi khul gaya pyare Kismat ka wo bandh tala Puchho na puchho Kai sa la aala re aala maza aala Ae puchho na puchho Kai sa la aala re aala maza aala Ae aala re aala maza aala.

More songs from Halaal Ki Kamaai

Puchho Na Puchh Lyrics - Halaal Ki Kamaai (1988) | Indian Film History