Indian Film History

Kitna Intezaar Tera Lyrics

From Hatya-The Murder (2004)

Duration
5:07
Kitna intezaar tera aur main karoon Kitna intezaar tera aur main karoon Mil ke bhi hain juda juda bas ye sawal hai Bechaini bekaraari ko kaise baya karoon Main apni bebasi ka izhaar kyaa karoon Main apni bebasi ka izhaar kyaa karoon Jab se milla hoon tab se ye sawaal hain Bechaini bekaraari ko kaise baya karoon Kitna intezaar tera aur main karoon Chahat ho tum meri ho mohabbat ka husala Chahat ho tum meri ho mohabbat ka husala Meri wafa ko mod naya tumse hain milla Hain kyaa khayal dil mein sanam Kaise main kahoon Kitna intezaar tera aur main karoon Tum dhadakne ho dil ki tum meri shayari Tum dhadakne ho dil ki tum meri shayari Nazron mein nazaron mein jaanam ho tum basi Aise mein door tujhse bhala kaise main rahoon Main apni bebasi ka izhaar kyaa karoon Jab se milla hoon tab se ye sawaal hain Bechaini bekaraari ko kaise baya karoon Kitna intezaar tera aur main karoon Kitna intezaar tera aur main karoon.

More songs from Hatya-The Murder

Kitna Intezaar Tera Lyrics - Hatya-The Murder (2004) | Indian Film History