Aaja O Yaara Lyrics | Hawayein

                        
                        lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
aaja o yaara..haaye..
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le

bhool purani baaton ko
yaadon ki baraaton ko
ansoo bhari barsaaton ko
un bereham raaton ko (x2)
haathon mein aaj fir khushi kitaar le - 2
aaja o yaara..haaye..
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le

zakham bahot hi gehre hai
na umar ke liye kehre hai
zehar sabar ka peena hai
maa ki khatir jeena hai (x2)
aaj khuda si fir khushiyan udhaar le - 2
aaja o yaara..oHooooo

aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
lagi hai halaaton ki nazar utaar ley
aaja o yaara..haaye..
aaja o yaara hum zindagi sawaar le
aaja o yaara hum zindagi sawaar le

aaja o yaara..aaja ho yaara
aaja ho yaara..aaja ho yaara