Indian Film History

Ijazat Ho To Main Kuchh Aapse Lyrics

From Haye Mera Dil (1968)

Lyricist
S H bihari
Duration
4:43
Izaazat ho to main kuchh aap se Gustaakhiyaan karlun Izaazat ho to main kuchh aap se Gustaakhiyaan karlun Chura kar shokiyaan aankhon ki Apna dil jawaan karlun Chura kar shokiyaan aankhon ki Apna dil jawaan karlun Izaazat ho to main kuchh aap se Gustaakhiyaan karlun Bada hi shokh hai Ye aapka bhi rang hothon ka Bada hi shokh hai Ye aapka bhi rang hothon ka Agar mil jaaye thoda sa Ghulaabi rang hothon ka Ghulaabi rang hothon ka To sadke husn ke apni Rangeen daastaan kar loon Chura kar shokiyaan aankhon ki Apna dil jawaan karlun Izazat ho to main kuchh aap se Gustaakhiyaan karlun Agar aata hai aankhon ko Tumhaari teer barsaana Agar aata hai aankhon ko Tumhaari teer barsaana To main bhi jaanta hoon pyaar ki Raahon mein mar jaana Inhi raahon mein mar jaana Magar itna to mauqa doon ki Haale dil bayaan karlun Chura kar shokiyaan aankhon ki Apna dil jawaan karlun Izaazat ho to main kuchh aap se Gustaakhiyaan karlun Suno gar shauq se to dhadkanen Dil ki sunata hoon Suno gar shauq se to dhadkanen Dil ki sunata hoon Kaho to baat matlab ki Jabaan par aaj lata hoon Jabaan par aaj lata hoon Bura maano to kah do band main Apni jabaan karlun Chura kar shokiyaan aankhon ki Apna dil jawaan karlun Izaazat ho to main kuchh aap se Gustaakhiyaan karlun.

More songs from Haye Mera Dil

Ijazat Ho To Main Kuchh Aapse Lyrics - Haye Mera Dil (1968) | Indian Film History