Indian Film History

Jab Se Main Ho Gayi Lyrics

From Haye Mera Dil (1968)

Lyricist
P L Santoshi
Duration
3:53
Jab se mein ho gayi young Dil karne laga hai tang Main rehti hu bechain Dil rehta hai bekrar Mujhko ulfat ka bukhar Degree badh gayi doso char Main rehti hu bechain Dil rehta hai bekrar Mujhko ulfat ka bukhar Degree badh gayi doso char Mujhko pyaar ho gaya Mujhko pyaar ho gaya Mujhko ho gaya hai pyaar Mat ho bekrar baby Doctor bhale hazaar daddy Lekin sab bekaar daddy Dard hai mera pyaar daddy Pyaar Mujhko pyaar ho gaya Mujhko pyaar ho gaya Mujhko ho gaya pyaar Main rehti hu bechain Dil rehta hai bekrar Mujhko ulfat ka bukhar Degree badh gayi doso char Main rehti hu bechain Dil rehta hai bekrar Mujhko ulfat ka bukhar Degree badh gayi doso char Mujhko pyaar ho gaya Mujhko pyar ho gaya Mujhko ho gaya hai pyar Tera treatment aasan Abhi hai kamsin tu nadan Goli sabra hai jiska naam Badi hai achhi hai meri jaan Goli sabra hai jiska naam Badi hai achhi hai meri jaan Kha le bas tu ek baar Kha le bas tu ek baar Kha le bas tu ek baar Goli boli sab bekaar Khayi maine kitni baar re Aur doctor meherbaan Bachana chaho jo meri jaan Karado tum inke deedar Karado tum inke deedar Karado tum inke deedar.

More songs from Haye Mera Dil

Jab Se Main Ho Gayi Lyrics - Haye Mera Dil (1968) | Indian Film History