Indian Film History

Aa Jaao Tumhe Dil Ka Lyrics

From Heer (1956)

Duration
2:20
Aa jao tumhe dil ka Afsaana sunaana hai Khaamosh zamaana hai O o o ishq ke deewaane Dar hai na kahin sun le Duniyaa tere afsaane O ishq ke deewaane O o o o o o Detaa hai mohabbat ka Mehboob yeh ruswaayi Hissa hai mohabbat ka Detaa hai mohabbat ka O o o sehme huye taare hain Ulfat ki tabaahi ke Shaayad yeh ishaare hain Sehme huye taare hain O o o o o o o Raat aayi hai tadpaane Kal kya ho khuda jaane Is waqt zara ruk jaao Raat aayi hai tadpaane Kal kya ho khuda jaane Raat aayi hai tadpaane.

More songs from Heer

Aa Jaao Tumhe Dil Ka Lyrics - Heer (1956) | Indian Film History