Indian Film History

Dhadakne Laga Dil Lyrics

From Heer (1956)

Singers
Geeta Dutt
Duration
2:50
Dhadakne laga dil nazar jhuk gayi Kabhi un se jab saamna ho gaya Dhadakne laga dil nazar jhuk gayi Faqt ek hansi keh gayi raaz dil ka Faqt ek hansi keh gayi raaz dil ka Meraa muskuraana bura ho gaya Meraa muskuraana bura ho gaya Dhadakne laga dil nazar jhuk gayi Kabhi un se jab saamna ho gaya Dhadakne laga dil nazar jhuk gayi Tasavvur dikhata hai tasvir unki Tasavvur dikhata hai tasvir unki Mohabbat mein dil aaina ho gaya Mohabbat mein dil aaina ho gaya Dhadakne laga dil nazar jhukgayi Kabhi un se jab saamna ho gaya Dhadakne laga dil nazar jhuk gayi Mere sar pe ehsaan hai aashiqui ka Mere sar pe ehsaan hai aashiqui ka Mera rang hi dusra ho gaya Dhadakne laga dil nazar jhukgayi Kabhi un se jab saamna ho gaya Dhadakne laga dil nazar jhuk gayi.

More songs from Heer

Dhadakne Laga Dil Lyrics - Heer (1956) | Indian Film History