Aaja Re Saajna Lyrics | House No 13

                        
                        Aaja re saajna
Aaja re saajna
Ae sama tu kahan
Main yaha tu kahan
Aaja re saajna
Aaja re saajna
Ae sama tu kahan
Main yaha tu kahan
Aaja re saajna

Jaane thade paani
Mein kaisi ye agan
Jalne laga hain
Tumhara ye badan
Jaane thade paani
Mein kaisi ye agan
Jalne laga hain
Tumhara ye badan
Kya karun main
Kis se kahun main
Aake aag bujha
Aaja re saajna
Aaja re saajna
Ae sama tu kahan

Main yaha tu kahan
Aaja re saajna

Bhigi bhigi chume
Hawaye jo mujhe
Dhadke dil mera
Pukarun main tujhe
Bhigi bhigi chume
Hawaye jo mujhe
Dhadke dil mera
Pukarun main tujhe
O anjaane chhupa kahan hain
Sun le meri sada
Aaja re saajna
Aaja re saajna
Ae sama tu kahan
Main yaha tu kahan
Aaja re saajna

Aate hi jawani
Hua yeh kya mujhe
Phoolo ko bhi chhulu to
Kanta sa chubhe
Aate hi jawani
Hua yeh kya mujhe
Phoolo ko bhi chhulu to
Kanta sa chubhe
Mithe mithe dard hain mere

Ab to bata dawa
Aaja re saajna
Aaja re saajna
Ae sama tu kahan
Main yahan tu kahan
Aaja re saajna
Aaja re saajna
Ae sama tu kahan.