Indian Film History

Kar Liya Hain Lyrics

From House No 13 (1991)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
5:57
Kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hain Hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Pyar jab se tumhara Jee aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Pehla pehla pyar hamara Koi na isko lute Rab ruthe ya duniya ruthe Pyar na lekin chhute Ab na yeh bandhan tute Jeevan mein jo pyar na ho to Jeene mein kya maza Ho koi bhi mehboob na ho to Jeena hain saza Pyar jab se tumhara Jee aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hain hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Dil karta hain in hotho se Hoth mein tere chhulu Aa kar teri in baaho mein Duniya ko mein bhulu Gadi gadi sapno mein jhulu Manie ab ye naam pe Tere jeevan likh diya Ho ab mera tu Jab kuch bhi hain Tera hain piya Pyar jab se tumhara Ye aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hai kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hai hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Jab se nain mile hain tumse Bojal ho gayi palke Dekhu main jis aur jaha Bhi rang nashile chhalke Kali kali khilne lagi hain Ho mausam ab to Jhoom jhoom kar Dene laga salam Ho mujhko bhi Har ek nazaara Lagta hai naya Pyar jab se tumhara Ye aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Ab yahi hain hamara bhi irada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge Pyar jab se tumhara Ye aankhon mein basa Har gadi mere dil pe to Chhaya hain nasha Kar liya hain kar liya hain Ye aaj humne wada Ho zindagi bhar Juda hum na hoge.

More songs from House No 13

Kar Liya Hain Lyrics - House No 13 (1991) | Indian Film History