Indian Film History

Pahle Milan Ki Raat Aayee Lyrics

From Hum Intezaar Karenge (1989)

Lyricist
Indeevar, Anjaan
Duration
4:50
Pahle milan ki raat aayi Kitne dino ke baad aayi Aao na na na na chhodo na Na na na ab to lag ja lage Na na na na na Pahle milan ki raat aayi Kitne dino ke baad aayi Aao na na na na chhodo na Na na na ab to lag ja lage Na na na na na Gajre mein kaliya Kaliyo mein khushboo Khushboo mein ek pyas hain Palko mein hotho mein Bechain har saz hain Kitna chupaya hotho pe Phir bhi dil ki wo bat aa gayi Pahle milan ki raat aayi Kitne dino ke baad aayi Aao na na na na chhodo na Na na na ab to lag ja lage Na na na na na Hum bichade jab se Jalte rahe tab se Ab kyu rahe duriya Ab dil kyu tarse pyar naya barse Do tan ho ab ek ja Jaldi bhi kya hai sari umar ko Main tere sath aa gayi Pahle milan ki raat aayi Kitne dino ke baad aayi Ab to lag ja gale.

More songs from Hum Intezaar Karenge

Pahle Milan Ki Raat Aayee Lyrics - Hum Intezaar Karenge (1989) | Indian Film History