Indian Film History

Haye Re Haye Lyrics

From Humjoli (1970)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:48
U uun uuun uuuun Uun un un uun Haye re haye Neend nahin aaye Chain nahin aaye Dil mein tu samaaye Aaya pyaar bhara Mausam deewana, deewana Haye re haye Neend nahin aaye Chain nahin aaye Dil mein tu samaaye Aaya pyaar bhara Mausam deewana, deewana Koi dekh le agar Ghum na kar Koi dekh le agar Tu ghum na kar Mujhe to lag rahaa hai dar Kyon magar Rut sunaa rahi hai Preet kee kahaaniyaan Haye re haye haye Mast ghata chhaye haye Pyaas naa bujhaaye haye Aag see lagaaye Aaya pyaar bhara Mausam deewana, deewana O ho ho O ho ho Aa ha ha Aa haaha Dil ne dil se kyaa kahaa Kyaa pata Dil ne dil se kyaa kahaa Yeh kyaa pata Zara saa mere paas aa Kyoon bhalaa Aa tujhe main de doon Prem ki nishaaniyaan Haye re haye Jaan ghabaraaye Aankh jhuki jaaye Saans ruki jaaye Aaya pyaar bhara Mausam deewana, deewana Chhedatee hai ye hawaa Kyaa huaa Chhedatee hai ye hawaa To kyaa huaa Jagaa hai dil mein dard saa Kyoon bhalaa Rang laa rahi hai Pyaar ki jawaniyaan Haye re haye haye Zulf key eh saaye haye Hosh udaa jaaye haye Paanv dagamagaaye Aaya pyaar bhara Mausam deewana, deewana Hoo aaya pyaar bhara Mausam deewana, deewana Hmm hmm hmm hmmm Hmm hmm hmm hmmm.

More songs from Humjoli

Haye Re Haye Lyrics - Humjoli (1970) | Indian Film History